Haseeb  Square  Band

Click here to edit subtitle

"Channa"

Tere pyaar di anni hi chhaan vey..
Thandi lagdi hai mainu hartha vey..
Channa likh ke main tera naam..
Chumdi rehniyaan aapni baah..[x2]

Channa likh ke main tera naam..
Chumdi rehniyaan apni baah..[x1]

Tu mera maan vey..
Kadi todi naa vey..
Dayi rakhi bas tu, kadmaan chata vey..
Soniya tu ud, aave paave na ve..
Jas paigayi udi kaandha vey..

Channa likh ke main tera naam..
Chumdi rehniyaan apni baah..[x2]

Dhund se etthe rangla jahan vey
Soni o javaan jad tere kurbaan vey..
Lulu vichh teri teet ravaan vey
Nahi reh sakdi tere bina..

Channa likh ke main tera naam..
Chumdi rehniyaan apni baah..[x2]
Aaaaaaaa vey channa, vey channa..
Vey channa, vey channa..
Vey channa..

"Be Intehaan"

Suno Na
Kahe Kya Suno Na
Dil Mera Suno Na
Suno Zara

Teri Bahon Mein
Mujhe Rehna Hai Raat Bhar
Teri Bahon Mein Hogi Subah

Be Intehaan
Be Intehaan
Yun Pyaar Kar
Yun Pyaar Kar
Be Intehaan

Dekha Karun
Sari Umar. Sari Umar

Teri Nishaan
Be Intehaan
Koi Kasar Na Rahe
Meri Khabar Na Rahe
Choo Le Mujhe Is Kadar
Be Intehaan

Jab Saanson Mein Teri Saanseein Ghuli To
Phir Sulagne Lage
Eshaas Mere Mujhse Kehne Lage
Haan
Bahn Mein Teri Aake Jahan Do Yun Simatne Lage
Sailaab Jaise Koi Behene Lage

Khoya Hun Mein Aagosh Mein
Tu Bhi Kahan Abb Hosh Mein
Makh Mali Raat Ki
Ho Na Subah
Be Intehaan, Be Intehaan
Yun Pyaar Kar
Be Intehaan

Hmm Hmm Hmm Hmm

Gusthakiya Kuch Tum Karo
Kuch Hum Kare Is Tarah
Hmm Sharma Ke Do Saaye Hai Jo
Muh Pher Le Humse Yahan
Haaan Choo To Liye Hai Yeh Jism Tune
Rooh Bhi Tu Chum Le
Eshaas Bheege Bheege Kyun Hai Mere

Haan Yun Chur Hoke
Majbor Hoke Katra Katra Kahe
Eshaas Bheege Bheege Kyun Hai Mere

Do Bekhabar Bheege Badan
Ho Besabar Bheege Badan
Lete Rahe Raat Bhar Angdaiya

Be Intehaan, Be Intehaan
Yun Pyaar Kar, Yun Pyaar Kar
Be Intehaan
Dekha Karun
Saari Umar Tere Nishan

Teri Nishaan
Be Intehaan
Koi Kasar Na Rahe
Meri Khabar Na Rahe
Choo Le Mujhe Is Kadar
Be Intehaan

"Main Rang Sharbaton Ka"

Khwaab Hai Tu
Neend Hoon Main
Dono Mile
Raat Bane.
Roz Yahin
Maangu Duaa Teri Meri
Baat Bane.
Baat Bane.
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
Maine Toh Dheere Se Neendon Ke Dhaage Se
Baandhaa Hai Khwaab Ko Tere
Main Na Jahaan Chaahoon
Na Aasmaan Chaahoon Aaja Hisse Mein Tu Mere
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi Naadaani
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi
Naadaani Mujhe Khud Mein Jod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani Tere Khayalon Se
Tere Khayalon Tak
Mera Toh Hai Aana Jaana
Mera Toh Jo Bhi Hai
Tu Hi Tha Tu Hi Hai
Baaki Jahaan Hai Begana Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Mann Chahaa Mod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan
Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon.

"Jeene Laga Hoon"

Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada
Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon... [x2]

Main Mera Dil Aur Tum Ho Yahaan..
Fir Kyun Ho Palkein Jhukaye Waha...
Tum Sa Hasheen Pehle Dekha Nahin...
Tum Isse Pehle The Jane Kahaan...

Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada.
Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon... [x1]

Rehte Ho Aake Jo Tum Paas Mere.
Tham Jaaye Pal Ye Vahi Bas Main Ye Sochu...

Sochu Main Tham Jaaye Pal Yeh Paas Mere Jab Ho Tum... [x2 (Female)]

Chalti Hai Saansein Pehle Se Zyada
Pehle Se Zyada Dil Dhadkane Laga Hai... [x1]

tanhaiyo mein tujhe dhoonde mera dil.
Har pal ye tujhko hi soche bhala kyun.

Tanhai mein dhoonde tujhe dil,
har pal tujhko soche. [x2 female]

milne lage dil, pehle se zyada. Pehle se zyada ishq hone laga.

"Kasam"

Tujhe hai Kasam ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...

Tu hi hai meri har khusi sanam,
Ab tere bin mujhe jina nahi...
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...

[x2:]
Suni hai raatein sune sune khawboon hain
Ab tu hi
Bas tu hi, tu hi
Meri aas hai

Door jana nahi,
Hai Tujhe hai kasam
Wo... o... o... o
Mere sanam,
Tujhe hai kasam
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...

Asman meri tujh bin neela nahi,
Bundo ka pani tujh bin gila nahi
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...
Just don't go away,
My heart will always say...
Mera dil ye tujh se kahein...
Door jana nahi,
Hai tujhe kasam
Wo... o... o... o
Mere sanam hai
Tujhe kasam
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...
Tujhe hai kasam
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...

Asman meri tujh bin neela nahi,
Bundo ka pani tujh bin gila nahi
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...
Just don't go away,
My heart will always say...
Mera dil ye tujh se kahein...
Door jana nahi,
Hai tujhe kasam
Wo... o... o... o
Mere sanam hai
Tujhe kasam
Ho... ho... o... o... o... ooo... ho... ho... ooo... o... wo... o...

"Hungami Halaat"

ghar se main nikla hoa, jana bhi garmi zameen
sab ko nashistain milin, safar yoon chalta raha
apna hai kauin yahan, sab ko hai apni pari
main hi bichaara raha, koi na manzil meri!

Hangami Halaat, [x4]

kaisa zamana hai yeh, dolat hi sab kuch bani
jhagra isi baat ka, taqat hai bas yeh meri
bholay hain sab hashr ko, batadi soch ki ghari
duniya hai usko mili usay nazar jis ki hoi

Hangami Halaat, [x4]

kab tak samaitoon ga, kab talak behlaoon ga
dil ki main joti ko, kaise jalaoon ga

kis ka saath hai yahan, kaun zakhm bharey
yeh josh hai yon rawan, samjho kia sang chaley

Hangami Halaat, [x4]

"Yaaro"

Hum aaj bhi hain
Hum kal bhi hain
Hum guzray lamhon ka
Raas bhi hain

Hum josh bhi hain
Aur hosh bhi hain
Hum shor ki dunya mein
Khamosh bhi hain

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Hum khawab bhi hain
Tabeer bhi hain
Umeedon ki parwaaz bhi hain
Sochein agar tufaan bhi hain
Chahe agar baagbaan bhi hai

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahein gay hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

Kitni hain khushiyan, kitne gham
Mil ke rahenge sada hum
Honge na yaaro, kabhi juda
Hooooooooooooo
Apni zameen, apna jahan
Mil ke rahenge hum yahan
Bhulo na, bhulo na... meri awaz

"Kyun Chhor Gaye (Version II)"

Chupke se aaye yaad teri yahaan
Sirf main jaanoon tu hai kahaan kahaan

Hawa tum, nasha tum.
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhank de
Woh paak si rida tum

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

Kab tak bharoon khud mein junoon
Tum na milo toh kaise sahoon
Apni wafa pe hai toh yakeen
Tum saath na do toh kya main karoon

hooo hooo hoo hoo hoo
naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa

Kyun chor gaye raaste
Kabhi saath chale thhe jin pe

"Kaun Tha-Kapkapi"

Ik andheri si raat..
Aur kuch kadmo ki chach..
Aalam ki thi kya hi baat…
Jese andhekhi si ghaat…

Kaun tha..kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb..

Dhalta sooraj dekhe...
Aur hawa chuke guzre...
Jalwa woh naayaab tha...
Asal tha ya ke khwaab tha...

Kaun tha..kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb..

Kaun tha..kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb..

Kaun tha..kahan gaya…
Mujhe mila…
Armaan jagee…
Soya mera naseeb..

Kuch bhi jo acha lage aur mile bhi...
Zaroori to nhi..
Sach hai par hai ajeeb...

"Mai Nee"

Mai nee main kinuu aakhaan?
Mai nee main kinuu aakhaan?
dard wichhoray da haal neee
mai nee main kinuu aakhaan?
ooo'oooo

dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
dhuwaaan dukhay wayy murshad waalaa
jaakhon laanda laal neee
mai nee main kinuu aakhaan?
maaaaii nee main kinuu aakhaan?
aaaaaaaaaaaaaa
aaaaaa

dukhaan dee routiii
sooraan daa saaaalannnn
dukhaan dee routiii
sooraan daa saaaaaaaalannnn
aye da baalan baal neee
maaaaii nee main kinuu aakhaan?
maaaaii nee main kinuu aakhaan?
maaaaii nee main kinuu aakhaan?
maaaaii nee main kinuu aakhaan?

maaaaii nee main kinuu aakhaan?
maaaaii nee main kinuu aakhaan?
aaaaaaaaaaaaaa
aaaaaaaa
maaaaii....
aaaaaaaaaaaaa
aaaaaaaa
aaaa
ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
ni ni sa sa sani ni sani ni ni sani ni sani ni saa saa saa
sani sani sani sani sa sa
aaaaaaa
aaaaaaaaaaaa
maaaaii nee main kinuu aakhaan?

"Humrahi"

Kuch nai mangoon
bas hai mera ek sapna

dunya se kya lena dena
bas chahiye ek apna

hooo

dharkan
khawahish
barish
boondein
aur ho koi apna

us se mil k mausam badlay
aur lage sab apna

mein kahan aur mere khayal kahan
teri yaad hai per visaal kahan

baat banti nahi banane se
reet hai yehi zamanay se

ab k jo palat k dekhun
sehmi si hain rahein

thamein mere sapno ko
khamoshi se bhulaye

dil se jo dua de
aysa hai mera humrahi
meethi si zara de
aysa hai mera humrahi

hoooo

dharkan
khawahish
barish
boondein
aur ho koi apna

us se mil k mausam badlay
aur lage sab apna

hoo

meri chahaton ka sawaal jahan
us ki pyar ki misaal wahan

baat banti nahi banane se
reet hai yehi zamanay se
ab k jo palat k dekhun
sehmi si hain rahein

thamein mere sapno ko
khamoshi se bhulaye

dil se jo dua de
waisa hai mera humrahi
meethi si zara de
waisa hai mera humrahi

hoooo

dharkan
khawahish
barish
boondein
aur ho koi apna

us se mil k mausam badlay
aur lage sab apna

(Alaaps)

dharkan
khawahish
barish
boondein
aur ho koi apna

us se mil k mausam badlay
aur lage sab apna

dil se jo dua de
waisa hai mera humrahi

Hum Rahiii

"Kyun Chor Gaye"

Chup ke se aye sab ke dermiyaan
Sirf mein janoon tu hai kahan kahan
Chup ke se aye sab ke dermiyaan
Sirf mein janoon tu hai kahan kahan

Hawa woh sur woh geet woh awaz woh
Nermi germi ahat ya saaz woh
Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh

Hawa woh sur woh geet woh awaz woh
Nermi germi ahat ya saaz woh
Ahat sunoo tumko dekhon
Jab dekh loon kia mein kahon
Honth khulein zubaan gum ho
Lafzon ki khoj mein mein gum rahoon

Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh
Kyun chor gaye raste
Kabhi saath chale the jin peh

Yeh ghariyon ki sazish hai
Ke app aye na yeh meri gzarish hai
Ke ayen to jain na

"Joug"

pyar ka
jo surroor tha
urra diya
dhoye mai
jo chaha tha
na mil saka
ik shoola ghoomay
haatho mai
sabheee jhoom lai
jhoom lain, hum kahin

nadaan milay, hehe
bohat se milay
kuch ker chalay
nadania
bhulaa dia
mitta dia
jab laga lia
honton se

hum sabhi, jhoom lain
jhoom lain, hum kahin
hum sabhi, jhoom lain
jhoom lain, hum kahin

sabhi jhoom lain
jhoom lain, hum kahin

andheron mai, diya tu mila
per jala gaya, aag mai

kabher bhi thi, pata bhi tha
kyun gawa dia hosh mai

kya mila, jhoom k
jab girray, girrtay gaye

bhujhaa jo ab, na jal saka
ik raakh si, bann gaya
khabhr bhi thi
pata bhi tha
sab gawa dia
hosh mai
kia mila
jhoom k
jab girray, girrtay gayeee

"Mann Hota Hai"

khawabon se khelne ko
mann hota hai...
mann hoootaaaa hai

haathon se chunay ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

kisi ki naa pe roo dun to
khilonay toot jaye to
koi jab mugh se puchay
kyun rota hai
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

khawabon se khelne ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

khawabon se khelne ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

kabhi sardi ki raaton mein
koi khirki jo kholun to
liye muskaan chehre pe
koi hota hai
mann hota hai
mann hootaaa hai..

khawabon se khelne ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

haathon se chunay ko
mann hota hai..
mann hoootaaa hai...

"Rabba Sacheya"

Rabba Sacheya
Tu Te Akheya Si
Jaao Bandeya
Jag Da Shah T

Kadi Saarwi Layi Rab Sohneya
Tere Shah Nal Ki Ki Kitiyan
Kithey Taaney Maare Patwari
Kithay Dhonse Police Sarkar

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Kayi Sassiyan Thallan Vich Rulliyan
Kayi Raanjhey Jogi Hoye

Kayi Sassiyan Thallan Vich Rulliyan
Kayi Raanjhey Jogi Hoye

Rabba Sacheya
Tu Te Akheya Si
Jaao Bandeya
Jag Da Shah Tu

Kadi Saarwi Layi Rab Sohneya
Tere Shah Nal Ki Ki Kitiyan
Kithey Taaney Maare Patwari
Kithay Dhonse Police Sarkar

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Ohhhhh Sawar De Jo
Tere Nere Karde
Tere Nere Karde

Ohhhh Sawar De Joooo
Tere Nere Karde
Tere Nere Karde

Mere Hona De
Hore Vere Karde

Hoooo

Rabba Sacheya
Tu Te Akheya Si
Jaao Bandeya
Jag Da Shah Tu

Kadi Saarwi Layi Rab Sohneya
Tere Shah Nal Ki Ki Kitiyan
Kithey Taaney Maare Patwari
Kithay Dhonse Police Sarkar

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Menu Shahi Nahi Chahi Di
Oh Rab Sohneya
Main Taa Izzat Da Tukkar Mangdaa Haan

Ohhhhh Sawar De Jo
Tere Nere Karde
Tere Nere Karde

Ohhhh Sawar De Joooo
Tere Nere Karde
Tere Nere Karde

"Kinara"

Do pal ka ye jeevan hai
Kaisay yahan jeena sekhon
Dhundla sa yeh manzar hai
Sehmi si khamoshi hai
Yeh meri zindagii
Yeh meri zindagii

Bus ek khwab hai
Ye meri bandagi
Han ek raaz hai...!

Kaisay bataon kis ko sunaoun
Haal apnay dil ka
Kaisay bataoun

In raaston pe anay walay
Sab kertay hain kyun kinara
In ahaton pe basnay walon se
pochay kaun hamara

Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain....!

"Meri Kahani"

Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang suno meray dil janiya
Kahani mani ek din mairay sang yai jahan
Tan maira kuch aur tera bhi arma
Janey dil main kia kuch yai basa tha
Yai maire hai kahani
Yai maire kahani......

Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray
Yai angan nindiya tu ana
Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana
Apnay rang tera maira galiyon main yai phirna
Phirtay phirtay raton ko yai thakna
Thak kay nani ki godi main sona
Pariyon kay dais ja kay na ana
Yai maire hai kahani
Yai maire kahani......

Koi fikar the na koi bahana
Muthe main tha jaisay zamana
Kache zaban main wo geet gana
Naiy khelonay sab ko dekhana
Mang liya zindagi se zaiyada
Chin gaya wo jis ne kiya wada
Kon laiy wo pal jo suhanay
Betay thay jo wo guzray zamanay
Yai maire hai kahani
Yai maire hai kahani......

 "Ehsaas (Freaky Mix)"

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyaas hoon
ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

kabhi mein aml hoon
kabhi beaml hoon
gar tujh mein nahi
to phir bemehl hoon
ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai
ke sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai
sach ki talaash hai
duur aakaash hai
manzil paas nahi
kiya tu mere paas hai

main ek fard hoon
ya ek ehsaas hoon
mein ek jism hoon
ya rooh ki pyas hoon

"Hum Kis Gali Ja Rahe Hain (Dance Mix)"

Hum kis gali ja rahe hain Hum kis gali ja rahe hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi

armanon ki anjuman main be sud hai apni lagan main
apna koi fasana nahin apna koi fasana nahi
yeeaha eaha ho yeeaha eaha ho o oo yeeaha eaha

ik ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar main
ik dard a ke thehre din raat darde- jigar main
ik ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar main
ik dard a ke thehre din raat darde- jigar main
jagi hai kaise talab si ye arzoo hai ajab si
lekin kisi ko batana nahi lekin kisi ko batana nahi
Hum kis gali ja rae hain Hum kis gali ja rae hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi

Betabian hain palpal chhaya ye kaisa nasha
khamoshioon main sada hosh bhi gumshuda hai
Betabian hain palpal chhaya ye kaisa nasha
khamoshioon main sada hosh bhi gumshuda hai
dardar ye ghhomta hai masti main kyun jhoomta hia
deewane dil ne jana nahi deewane dil ne jana nahi
Hum kis gali ja rae hain Hum kis gali ja rae hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi

"Mahi Ve (Eternal Mix)"

Mahi Ve Tairey Dilaan Diyan Galan
Mainu Look Look Dain Hawavaan

Mahi Ve Tairey Dilaan Diyan Galan
Mainu Look Look Dain Hawavaan

Jaadoon Badal Garjey Saanh Ruk Javey
Ankhaan Tainu Vaikhun Hunjoon Muk Javey

Kade Aa Mahiya Ve Sadey Wairhey
Muk Jaan Mairey Sarey Veechorey

Soona Jaag Sara Mainu Bulavey
Kade Meri Ooo Kadar Na Pavey

Kade Aa Mahiya Ve Sadey Wairhey
Muk Jaan Mairey Sarey Veechorey

Mahi Ve Tairey Dilaan Diyan Galan
Mainu Look Look Dain Hawavaan

Mahi Ve Tairey Dilaan Diyan Galan
Mainu Look Look Dain Hawavaan

Soona Jaag Sara Mainu Bulavey
Kade Meri Ooo Kadar Na Pavey

Kade Aa Mahiya Ve Sadey Wairhey
Muk Jaan Mairey Sarey Veechorey